Aate Rehte Hain Lyrics – B Praak
Aate Rehte Hain Lyrics by B Praak is brand new Hindi song from album Zohrajabeen and this latest song is featuring Kangna Sharma, Rohit Khandelwal. Aate Rehte Hain song lyrics are penned down by Jaani while music is also given by B Praak and video has been directed by Arvindr Khaira.
Song: | Aate Rehte Hain |
Album: | Zohrajabeen |
Singers: | B Praak, Jaani |
Lyricist: | Jaani |
Musician: | B Praak |
Starring: | Kangna Sharma, Rohit Khandelwal |
Label: | Desi Melodies |
Aate Rehte Hain Lyrics
Ho Koyi Gham Nahi Tha Waise
Uski Judaai Ka
Koyi Gham Nahi Tha Waise
Uski Judaai Ka
Par Yeh Kya Bola Usne
Pachhtate Rehte Hain
Arey Usne Humko Chhoda
Hai Yeh Baat Keh Ke
Arey Usne Humko Chhoda
Hai Yeh Baat Keh Ke
Ke Tere Jaise Log Toh
Aate Rehte Hain
Hum Marenge Jaldi Jaldi
Par Kishton Kishton Mein
Ab Itni Zyada Chalti Hai
Apni Farishton Mein
Ho Ab Itni Zyada Chalti Hai
Apni Farishton Mein
Ho Apna Toh Har Din Marna
So Apni Arthi Ko
Farishte Har Dooje Din
Uthate Rehte Hain
Arey Usne Humko Chhoda
Hai Yeh Baat Keh Ke
Ke Tere Jaise Log Toh
Aate Rehte Hai
Arey Usne Humko Chhoda
Hai Yeh Baat Keh Ke
Ke Tere Jaise Log Toh
Aate Rehte Hai
Jis Ped Ne Tumko Chhaon Di
Woh Jadd Kata Baithe
Hum Udd Rahe The Aasmaan Mein
Par Kata Baithe
Teri Tasveerein Jalane Ke
Chakkar Mein Jaane Jaan
Hum Aise Aashiq Tere
Apna Ghar Jala Baithe
Ho Apna Ghar Jala Baithe
Ho Ab Itni Nafrat Hai Humko
Haaye Tere Chehre Se
Ke Teri Tasveeron Ko
Zehar Khilate Rehte Hain
Arey Usne Humko Chhoda
Hai Yeh Baat Keh Ke
Ke Tere Jaise Log Toh
Aate Rehte Hai
Arey Usne Humko Chhoda
Hai Yeh Baat Keh Ke
Ke Tere Jaise Log Toh
Aate Rehte Hain
Saari Raat Rote Rehte Hain
Rulate Rehte Hain
Oh Saari Raat Rote Rehte Hain
Rulate Rehte Hain
Dhakke Likhe Hain Karmon Mein
So Khaate Rehte Hain
Na Koyi Hasane Wala
Na Nachane Wala Humko
Toh Khud Ka Hath Pakad Ke
Khud Ko Nachate Rehte Hain
Hum Itne Paagal Ho Gaye
Tere Jaane Ke Baad
Ke Bujhe Huye Deeyon Ko
Bujhate Rehte Hain
Arey Usne Humko Chhoda Hai
Yeh Baat Keh Ke
Ke Tere Jaise Log Jaani
Aate Rehte Hain
Written by: Jaani