Allah Ka Ghar Lyrics – Nabeel Shaukat Ali x Tahseen Sakina
We always try to provide the most accurate lyrics in a well-organised format! While searching for any song lyrics on google, be sure to add 'iLyricsHub' at the end to get correct lyrics.
Allah Ka Ghar Lyrics
Yeh Kaaba Jise Kehtay Hain Hum
Mere Rab Ki Bari Nishani Hai
Yeh Markaz Bana Ibaadat Ka
Jhukti Yahan Har Paishaani Hai
Allah Ka Ghar, Sajdon Ka Dar
Jhuktay Yahan Momino Ke Hain Sar
Dhul Jatay Hain, Dil Ke Gunaah
Rehman Hai Wo Tu Tauba To Kar
Tere Khaleel (عليه السلام) Ki Bunyaad Hai
Taameer E Kaaba Hamein Yaad Hai
Aaya Tha Kaaba Mai Jab But Shikan
Kiya Mustafa (ﷺ) Ne Jo Abaad Hai
Kaaba Mai Goonji Thi Yeh Hi Sada
La Ilaaha Illallah
Farishton Ne Aake Ki Hamd O Sana
La Ilaaha Illallah
Kya Tha Wo Manzar, Kya Tha Sama
Chhat Pe Bilal (رَضِيَ اللهُ عَنْهُ) Ne Di Thi Azaan
Sunke Sahaba Bhi Rone Lage
Qurban Nabi (ﷺ) Pe Wo Hone Lage
Allah Se Ki Sab Ne Faryaad Hai
Hurmat E Kaaba Rahe Shaad Hai
Aaya Tha Kaaba Mai Jab But Shikan
Kiya Mustafa (ﷺ) Ne Jo Abaad Hai
Kaaba Mai Goonji Thi Yeh Hi Sada
La Ilaaha Illallah
Paigham E Deen Yun Mukamal Hua
La Ilaaha Illallah
Zam Zam Mai Rakhi Hai Rab Ne Shifa
Hai Ismail (عليه السلام) Ka Yeh Maujza
Jannat Ka Pathar Kaaba Mai Laga
Jisko Nabi (ﷺ) Ne Hai Bosa Diya
Mere Nabi (ﷺ) Ka Yeh Irshaad Hai
Banda Gunahon Se Azaad Hai
Aaya Tha Kaaba Mai Jab But Shikan
Kiya Mustafa (ﷺ) Ne Jo Abaad Hai
Kaaba Mai Goonji Thi Yeh Hi Sada
La Ilaaha Illallah
Risaalat Se Tauheed Ka Silsila
La Ilaaha Illallah
Yaad Hamein Hai Wo Waqiya
Abraha Lashkar Le Kar Tha Khara
Hukm Ababeelon Ko Phir Hua
Kiya Phir Parindon Ne Unko Tabaah
Rab Ne Kiya Unko Barbaad Hai
Unki Nasal Ab Tak Nashaad Hai
Aaya Tha Kaaba Mai Jab But Shikan
Kiya Mustafa (ﷺ) Ne Jo Abaad Hai
Kaaba Mai Goonji Thi Yeh Hi Sada
La Ilaaha Illallah
Baatil Mita Haq Hai Zaahir Hua
La Ilaaha Illallah
Hasbi Rabbi Jallallah
Mafi Qalbi Ghair Ullah
Noor E Muhammad Sallallah
La Ilaaha Illallah
Hasbi Rabbi Jallallah
Mafi Qalbi Ghair Ullah
Noor E Muhammad Sallallah
La Ilaaha Illallah
If you're enjoying reading lyrics on our site, don't forget to share them with your family and friends! Also, if you've any feedback or suggestions, feel free to share your feedback.
Thank you for being part of our journey, Team iLyricsHub
Allah Ka Ghar Music Video


Enjoy the stunning music video of "Allah Ka Ghar" presented by Nabeel Shaukat Ali. Explore more lyrics by category in various languages from the menu section, or find your favorite lyrics by song name, artist name, or even with a lyrics line using our deep search on iLyricsHub!
Song: | Allah Ka Ghar |
Singers: | Nabeel Shaukat Ali, Tahseen Sakina |
Lyricist: | Khadim Hussain |
Musician: | Kamran Akhtar |
Label: | Nabeel Shaukat Ali |
Know More About Song "Allah Ka Ghar"
What are the singer names of song "Allah Ka Ghar"?
The singer names of song "Allah Ka Ghar" are Nabeel Shaukat Ali, Tahseen Sakina, whose voices are beautifully magical.
️Who wrote the lyrics of the song "Allah Ka Ghar"?
The lyrics of "Allah Ka Ghar" were penned by Khadim Hussain.
Who composed the music for the song "Allah Ka Ghar"?
The composer behind the music of "Allah Ka Ghar" is Kamran Akhtar.
Which record label released the song "Allah Ka Ghar"?
The song "Allah Ka Ghar" was released under the label Nabeel Shaukat Ali.