Dear Aditya Lyrics – Badshah

Contributors:
,
Follow iLyricsHub on Google NewsFollow iLyricsHub on WhatsApp

We always try to provide the most accurate lyrics in a well-organised format! While searching for any song lyrics on google, be sure to add 'iLyricsHub' at the end to get correct lyrics.

Dear Aditya Lyrics

Kaisa Hai, Kya Haal Hai, Kya Chal Raha Hai?
Gaane-Vaane Sun Raha Hai Ya Padh Raha Hai?
Jitna Marzi Rishtedar Tere Peeche Padein Dekh,
Dariyo Na Tu, Sapne Dekh Aur Bade Dekh.

Yeh Jaankar Tu Aaj Bada Dang Hoga,
Ke Pandran Saal Mein In Sabka Mooh Band Hoga.
Jin Teacheron Ko Tujhse Zaraa Bhi Ummeed Nai Thi,
Un Saare Teacheron Ki Naak Mein Dum.

Papa Ka Thoda Dhyaan Rakh, Unka Dil Kamzor Hai,
Tere Aas Paas Aadhe Se Zaada Bande Chor Hain.
Dost Kam Rakhiyo, Circle Usse Chota,
Paisa Boht Aane Wala Hai, Wallet Rakhiyo Mota.

Maa Baap Ke Siva Koi Saga Nai Milega,
Sukoon Ghar Ko Chod Kisi Jagah Nai Milega.
Jisko Pyaar Tu Karega, Dil Wo Tera Todegi,
Kisi Paise Wale Ke Liye Wo Tujhe Chodegi.

Ek Dedh Hafta Rona, Man Kare To Chillana,
Lekin Fir Chup Chaap Wapas Music Pe Lag Jaana.
Uski Yaad Mein Koi Sad Songs Nahi Banaiyo,
Log Waise Hi Boht Rote Hain, Tu Party Karaiyo.

Koi Dedh Chaal Chale To Tu Dhai Samajhna,
Par Jo Pakde Tera Hath Use Bhai Samajhna.
Par Kain Baar Hath Deke Hathon Ki Lakeerein Le Jaate Hain Log,
Tab Hathon Ki Safai Samajhna.

Hateron Ka Dil Dekh Dehelte Rahega,
Shuru Jaise Marzi Karaa, Ant Keher Se Karega.
2 Kamron Ke Ghar Mein Tha Janma Tu,
Tujhe Pata Nahi Tu Ek Din Kitne Bade Mahal Mein Rahega.

Maa Khush Hogi Lekin Papa Khush Ni Rahenge,
Unka Man Hai Tu Ias Bane, Par Push Ni Karenge.
Log Teri Lagataar Kaamyaabi Dekh Bore Hoke Hate Karenge,
Par Mooh Pe Kuch Ni Kahenge.

Haan… Tu Itna Zaada Kaamyaab Hoga,
Naam Badshah Aur Sabko Tera Naam Yaad Hoga.
Haan… Tu Itna Zaada Kaamyaab Hoga.

Chaltre Reh, Rukh Nai,
Khone Ko Kuch Nai.
Humko Tujhe Pe Hai Yakeen,
Humko Khudh Pe Hai Yakeen.

Rakhna Mat Tu Sabr,
Cheen Le, Kood Kar,
Aasmaan Aur Zameen.
Humko Tujh Pe Hai Yakeen.

Behkaave Mein Aake Tu Sidein Switch Nai Karna,
Fame Ke Chakkar Mein Kisiko Diss Nai Karna.
Khoob Mehnat Karna, Sirf Wish Nai Karna,
Aur Jab Saamne Nishaana Ho To Miss Nai Karna.

Tujhe Ladna Hi Hoga,
Chahe Kat Jayen Taangein, Aage Badhna Hi Hoga.
Yaad Rakh, Fame Ek Kiraaye Ka Makaan Hai,
Ek Din Tujhe Ise Khali Karna Hi Hoga.

Jaam Na Sharaab Lena, Pyaar Behisaab Dena,
Mooh Kam Kholiyo Tu, Kaam Se Jawaab Dena.
Banda Tujhse Kya Chahe, Aankhon Se Bhaanp Lena,
Jo Karega Wo Bharega, Khud Ko Na Paap Dena.

Chaltre Reh, Rukh Nai,
Khone Ko Kuch Nai.
Humko Tujhe Pe Hai Yakeen,
Humko Khudh Pe Hai Yakeen.

Rakhna Mat Tu Sabr,
Cheen Le, Kood Kar,
Aasmaan Aur Zameen.
Humko Tujh Pe Hai Yakeen.

Haan… Tu Itna Zaada Kaamyaab Hoga,
Naam Badshah Aur Sabko Tera Naam Yaad Hoga.
Haan… Tu Itna Zaada Kaamyaab Hoga.

Written by:Badshah

If you're enjoying reading lyrics on our site, don't forget to share them with your family and friends! Also, if you've any feedback or suggestions, feel free to share your feedback.

Thank you for being part of our journey, Team iLyricsHub

Dear Aditya Music Video

Experience the incredible music video of "Dear Aditya" brought to life by Inflict. Starring Badshah in lead roles, released by Badshah. Explore more lyrics by category in various languages from the menu section, or find your favorite lyrics by song name, artist name, or even with a lyrics line using our deep search on iLyricsHub!

More from Artist "Badshah"

Dear Aditya Song Details:
Song:Dear Aditya
Singer:
Lyricist: Badshah
Musician: Hiten
Cast: Badshah
Director: Inflict
Label: Badshah
Found Any Mistake in Lyrics/Highlights? Please Report here with Correction! Report Correction

Share this:

  • Share Via WhatsApp
  • Share Via X (Twitter)
  • Share Via Facebook
  • Share Via Telegram

Know More About Song "Dear Aditya"

What is the singer name of song "Dear Aditya"?

The singer name of song "Dear Aditya" is Badshah, whose voice is truly magical.

️Who wrote the lyrics of the song "Dear Aditya"?

The lyrics of "Dear Aditya" were penned by Badshah.

Who is in the star cast of the song "Dear Aditya"?

The star cast of the song "Dear Aditya" includes Badshah.

Who composed the music for the song "Dear Aditya"?

The composer behind the music of "Dear Aditya" is Hiten.

Which record label released the song "Dear Aditya"?

The song "Dear Aditya" was released under the label Badshah.

Who directed the music video of "Dear Aditya"?

The song "Dear Aditya" was directed by Inflict.

Recently Published Songs

Songs Start with A to Z