Dil Do Kisi Ek Ko Lyrics – Akshara Singh
Dil Do Kisi Ek Ko Lyrics by Akshara Singh is Latest Bhojpuri song sung by Akshara Singh, Neelkamal Singh and music of this brand new song is given by Shishir Pandey. Dil Do Kisi Ek Ko song lyrics are penned down by Sonu Sudhakar while music video is released by Saregama Hum Bhojpuri.
Song: | Dil Do Kisi Ek Ko |
Singers: | Akshara Singh, Neelkamal Singh |
Lyricist: | Sonu Sudhakar |
Musician: | Shishir Pandey |
Label: | Saregama |
Dil Do Kisi Ek Ko Lyrics
Mushkil Hua Karna Decide Re
Kise Pyar Karu Kise Karu Side Re
Mushkil Hua Karna Decide Re
Kise Pyar Karu Kise Karu Side Re
Kaise Pehachana Jaaye Saccha Aur Fake Ko
Kaise Pehachana Jaaye Saccha Aur Fake Ko
Kya Kya Kya Kya?
Dil Do Kisi Ek Ko Wo Bhi Koi Nek Ko
Dhundho Jab Tak Koi Mil Na Jaye
Dete Raho Har Ek Ko
Dil Do Kisi Ek Ko Wo Bhi Koi Nek Ko
Dhundho Jab Tak Koi Mil Na Jaye
Dete Raho Har Ek Ko
Dil Do Kisi Ek Ko
Dikhate Hai Jo Sidhe Sadhe
Unmein Bhi Farji Hai Aadhe
Aisa Kya?
Karte Hai Lakhon Ye Waade Lekin
Acche Nahi Hai Erade
Aye
Hoga Koi Badhiya Tum Research Karo
Charo Orr Search Karo
Ghush Raha Hai, Kya?
Dimag Mein!
Tere Time Rab Nahi Soye Honge
Matha Tani Kharch Karo
Haan Yaar Totally Confused
Kisko Khilau 18 Saal Wale Cake Ko
Kisko Khilau 18 Saal Wale Cake Ko
Mujhe Isey Usey Kisey
Dil Do Kisi Ek Ko Wo Bhi Koi Nek Ko
Dhundho Jab Tak Koi Mil Na Jaye
Dete Raho Har Ek Ko
Dil Do Kisi Ek Ko Wo Bhi Koi Nek Ko
Dhundho Jab Tak Koi Mil Na Jaye
Dete Raho Har Ek Ko
Dil Do Kisi Ek Ek Ek Ek
Kehti Hain Sakhiya Saheli
Raho Umar Bhar Akeli
Dmm Pagal!
Ladko Ka Kya Hai Bharosa
Lover Badalte Hai Daily
Sonu Sudhakar Bhiri Jakar Dekho
Bhag Aajma Kar Dekho
Ka? Uska Toh Naam Hi Mat Lo!
Na Ta Nilkamala Taiyar Hai
Tu Pyar Se Pata Kar Dekho
Kuch Bhi Bolte Ho!
Kaha Lagau Jawani Pe Break Ko
Kaha Lagau Jawani Pe Break Ko
Jaiyega Kahin Aaiyega Yahin
Dil Do Kisi Ek Ko Wo Bhi Koi Nek Ko
Dhundho Jab Tak Koi Mil Na Jaye
Dete Raho Har Ek Ko
Dil Do Kisi Ek Ko Wo Bhi Koi Nek Ko
Dhundho Jab Tak Koi Mil Na Jaye
Dete Raho Har Ek Ko
Dil Do Kisi Ek Ek Ek Ek
Written by: Sonu Sudhakar