Dil Tod Ke Lyrics – B Praak
Dil Tod Ke Lyrics by B Praak is brand new Hindi sad song sung by B Praak and this latest song is featuring Abhishek Singh, Kashish Vohra, Jubin Shah. Dil Tod Ke song lyrics are penned down by Manoj Muntashir while music is recreated by Rochak Kohli and video has been directed by Ashish Panda.
Song: | Dil Tod Ke |
Singer: | B Praak |
Lyricist: | Manoj Muntashir |
Musician: | Rochak Kohli |
Starring: | Abhishek Singh, Jubin Shah, Kashish Vohra |
Label: | T-Series |
Dil Tod Ke Lyrics
Sawal Ek Chhota Sa Tha Jiske Pichhe
Yeh Poori Zindagi Barbaad Karli
Bhulaun Kis Tarah Woh Dono Aankhein
Kitabon Ki Tarah Jo Yaad Karli
Tum De Rahi Ho Dil Mein
Kisi Aur Ko Jagah
Lekin Koyi Na Chahega
Tumko Meri Tarah
Kya Hai Kusoor Mera
Jo Dil Se Utar Gaya
Mudke Bhi Na Dekha Mujhe
Tumne Ik Dafa
Jaise Gayi Ho Ho Ho..
Jaise Gayi Ho Jata Hai Kya Koyi
Aise Chhod Ke Dil Tod Ke
Ho Dil Tod Ke Hansti Ho Mera
Wafayein Meri Yaad Karogi
Oh Pher Lo Mujhse Aaj Nigahein
Kadar Mere Baad Karogi
Oh Dil Tod Ke
Ho Dil Tod Ke
Hmm.. Woh Tum Hi Toh Thi
Jo Baar Baar Aake
Lagti Thi Gale Mere
Woh Tum Hi Toh Thi
Jo Baar Baar Aake
Lagti Thi Gale Mere
Woh Bhi Tum Hi Thi
Har Roz Saath Jiske
Din Raat Dhale Mere
Kahan Gayi Tum Ho Ho Ho..
Kahan Gayi Tum
Dard Se Mera Rishta Jod Ke
Dil Tod Ke
Ho Dil Tod Ke Hansti Ho Mera
Wafayein Meri Yaad Karogi
Oh Pher Lo Mujhse Aaj Nigahen
Kadar Mere Baad Karogi
Oh Dil Tod Ke
Ho Dil Tod Ke
Ho Galiyon Galiyon Liye Phiraan
Main Tukda Tukda Dil
Kash Kisi Ne Puchha Hota
Kaise Ujda Dil
Ho Galiyon Galiyon Liye Phiraan
Main Tukda Tukda Dil
Ho Kash Kisi Ne Puchha Hota
Kaise Ujda Dil
Kaise Bhar Di Oh Ho Ho Ho
Kaise Bhar Di Nadiyan Naale
Aankhein Nichod Ke
Dil Tod Ke Hansti Ho Mera
Wafayein Meri Yaad Karogi
Oh Pher Lo Mujhse Aaj Nigahein
Kadar Mere Baad Karogi
Oh Dil Tod Ke Hansti Ho Mera
Wafayein Meri Yaad Karogi
Oh Dil Tod Ke
Haaye Dil Tod Ke
Sirf Dil Toota Hai Saans Nahi
Dhadkanon Mein Rawani Abhi Baki Hai
Pyar Ka Kissa Khatm Ho Gaya Toh Kya
Zindagi Ki Kahani Abhi Baki Hai
Haaye Dil Tod Ke
Written by: Manoj Muntashir