Dracula Lyrics – King
Dracula Lyrics by King is Latest Hindi song sung and written by King and music of this brand new song is given by King while video is also released by him.
Song: | Dracula |
Singer: | King |
Lyricist: | King |
Musician: | King |
Dracula Lyrics
Raaton Mein Niklegi Gaadi
Jebon Mein Hai Paisa Andha
Par Dil Hai Khali
Jana Teri Yaadein Mujhe
Chhod Ke Ni Ja Rahi
Koyi Toh Mita Do
Raaton Mein Niklegi Gaadi
Jebon Mein Hai Paisa Andha
Par Dil Hai Khali
Jana Teri Yaadein Mujhe
Chhod Ke Ni Ja Rahi
Koyi Toh Mita Do
Ye Kaisa Banaya Khel Ke
Jal Gaye Hum Dono
Ye Kaisa Karaya Mel
Bichad Gaye Hum Dono
Hua Quismat Ka Tha Fer
Na Ghar Gaye Hum Dono
Aaj Main Bann Gaya Wo Insaan
Ke Dar Gaye Hum Dono
Aye
Suna Hai Maine Mele Lagte Hain Duniya Mein
Bura Karein Toh Sachhi Nazrein Ni Milti
Ab Humse Vo Bhi Saale Nazro Ke Sher Kahein
Dafan Bando Ki Jinhe Kabrein Ni Dikhti
Aaj Tera King Tera Jahan Khada Chakka Jaam
Tora Hai Poora Meri Zindagi Nai Aam
Afwahon Pe Kyu Rakhti Nazar
Meri Baahon Mein Padha Hai Sach
Poora Sare Aam
Meri Aankhen Hain Laal
Jaise Sadiyo Se Soyi Na Ho
Dikhun Main Khush Jaise
Koyi Cheez Khoi Na Ho
Aake Sunado Koyi Ye Sachhi Khabar
Wo Mujhe Chhod Ke Hai Khush
Mere Liye Kabhi Royi Na Ho
Ha Mujhe Yaad Tere Bina Kya Safar Raha
Main Wafadaar Bas Is Baat Ka Sabar Raha
Suna Afwah Ye Nikli Sach Teri Zindagi Mein
Main Raha Nahi Par Mere Naam Ka Asar Raha
Oh Aaj Kaafi Dukha Mann Hai
Oh Nasah Poora Aankhe Bhand Hai
Oh Sab Jante Ye Baat
Raja Tere Liye Hua Badnaam Meri Jaana
Aaj Raaton Me Niklegi Gaadi
Jebon Mein Hai Paisa Andha
Par Dil Hai Khali
Jana Teri Yaadein Mujhe
Chhod Ke Ni Ja Rahi
Koyi Toh Mita Do
Aaj Raaton Me Niklegi Gaadi
Jebon Mein Hai Paisa Andha
Par Dil Hai Khali
Jana Teri Yaadein Mujhe
Chhod Ke Ni Ja Rahi
Koyi Toh Mita Do
Oh Aaj Kaafi Dukha Mann
Oh Nasah Poora Aankhe Bhand
Oh Sab Jaante Ye Baat
Raja Tere Liye Hua Badnaam
Oh Aaj Kaafi Dukha Mann
Oh Nasah Poora Aankhe Bhand
Oh Sab Jaante Ye Baat
Raja Tere Liye Hua Badnaam
Meri Jaana!
Written by: King
Dracula Music Video
Know More About Song "Dracula"
🎤 Who is the singer or artist of "Dracula"?
The song "Dracula" is sung by King in their magical voice.
✍️ Who wrote the lyrics of the song "Dracula"?
The lyrics of "Dracula song" were penned by King.
🎶 Who composed the music for the song "Dracula"?
The composer behind the music of "Dracula song" is King.