Ek Roz Lyrics – Joshi G

By
Follow iLyricsHub on Google NewsFollow iLyricsHub on WhatsApp

Ek Roz Lyrics is a poignant sad motivational Hindi rap song performed by Joshi G and Keman. The heartfelt lyrics, penned by Joshi G, are elevated by Keman‘s evocative musical arrangement. This emotionally driven track explores themes of longing and introspection, resonating deeply with listeners who appreciate soulful and expressive music.

We always try to provide the most accurate lyrics in a well-organised format! While searching for any song lyrics on google, be sure to add 'iLyricsHub' at the end to get correct lyrics.

Ek Roz Lyrics

Keman On The Beat!

Aankhon Mein Sapne Liye
Main Aage Badhta Raha Par
Ek Sawaal Mere Mann Mein
Sada Khalta Raha

Ki Ye Jo Kalakari
Upar Waale Ne Di Hai
Ye Koi Tohfa Hai Ya
Mujhpe Koi Ajaab Raha

Bemisaal Laha Baat
Jab Likhne Ki Aayi
Par Jeben Khaali Thi
Jab Baat Kamane Ki Aayi
Koi Nahi Aaya Kehne
Main Hoon Tere Saath Lekin
Duniya Dar Pe Chaar Baat
Sunaane Ko Aayi

Dekh Meri Maai
Pad Gaya Akela Tera Beta
Taakta Hai Pankhe Ko
Is Band Kamre Mein Hi Baitha

Kisi Se Milta Julata Nahi
Na Hi Aata Jaata Kahin
Pehle Aisa Nahi Tha
Maine Bhi Socha Nahi Tha
Aisa Bhi Din Dekhunga Main
Chalke Is Raaste Pe
Rishte Saare Kho Doonga Main

Maine To Socha Tha Ki Naam Hoga Aisa
Apna Kaam Hoga Jiska Mile Daam
Aur Is Daam Se Hi Ghar Pe Khushiyan
De Doonga Main

Maa Ab Main Ho Raha Hataash
Pitaji Bhi Aksar Mujhse
Rehne Lage Hain Naaraaz
Battar Hote Ja Rahe Mere Halaat
Mujhe Roti Mein Bhi Aata Nahi
Pehle Wala Swaad

Ab Dost Mujhe Saare Gaye Hain Chhod
Mera Pyaar Bhi Chala Gaya Hai
Mere Dil Ko Tod

Vishwas Khud Se Uthta Ja Raha Hai
Main Na Janu Meri Zindagi Ka
Kaisa Hai Ye Mod

Bas Ek Zid Leke Chalta Ja Raha Hoon
Aaina Bhi Ye Hairaan
Kaise Hasta Ja Raha Hoon Main

Gaddon Mein Aankhein Meri
Dashti Ja Rahi Hain
Aur Akelapan Ke Zehr Ko
Nikalta Ja Raha Hoon Main

Ek Kaas Liye
Umadti Khwaahishon Ki
Ke Registaan Mein Bhi
Ek Roj Barish Hogi

Khuda Ki Saazish Hogi
Dhulenge Zakhm Saare
Likhun Jo Dard
In Dardon Ki Bhi Numaish Hogi

Ek Roz Zindagi Mein Aaj Se Behtar Hoga
Ek Roz Aasman Mein Apna Sooraj Hoga
Ek Roz Milega Sila Wafaon Ka Bhi
Ek Roz Manzil Hogi Apni Baahon Mein Bhi
Ek Roz Zindagi Mein Aaj Se Behtar Hoga
Ek Roj Aasma Mein Apna Sooraj Hoga
Ek Roj Milega Sila Wafaon Ka Bhi
Ek Roj Manzil Hogi Apni Baahon Mein

Jo Paar Na Ho Koi Bhavar Nahi Hoti
Sapnon Ki Koi Umra Nahi Hoti
Samjhota Kar Sapno Se Jo Bahate Hain Aansu
Zinda Hai Is Kadar Koi Guzar Nahi Hoti

Ke Praan Hai Jab Tak Astitv Hai Sapnon Ka
Saath Mile Ya Na Bhi Mile Phir Apnon Ka
Har Paristhiti Aur Musibaton Se
Bheed Jao Majbooti Se

Majboori To Jeete Jee Hai Sringaar Kafno Ka
Yun Kayarata Mein Jee Kar Koi Basar Nahi Hoti
Jazba Hai Jidhar Haar Udhar Nahi Hoti
Ke Zinda Ho Jab Tak Tum Rahenge Sapne Bhi
Kyunki Sapno Ki Koi Umra Nahi Hoti

Ek Roz Zindagi Mein Aaj Se Behtar Hoga
Ek Roz Aasmaan Mein Apna Sooraj Hoga
Ek Roz Milega Sila Wafaon Ka Bhi
Ek Roz Manzil Hogi Apni Baahon Mein Bhi
Ek Roz Zindagi Mein Aaj Se Behtar Hoga
Ek Roj Aasma Mein Apna Sooraj Hoga
Ek Roj Milega Sila Wafaon Ka Bhi
Ek Roj Manzil Hogi Apni Baahon Mein

Found Any Mistake in Lyrics/Highlights? Please Report here with Correction! Report Correction

Written by:

If you're enjoying reading lyrics on our site, don't forget to share them with your family and friends! Also, if you've any feedback or suggestions, feel free to share your feedback.

Thank you for being part of our journey, Team iLyricsHub

Ek Roz Music Video

Check out this amazing music video of "Ek Roz" brought to you by Joshi G. Explore more lyrics by category in various languages from the menu section, or find your favorite lyrics by song name, artist name, or even with a lyrics line using our deep search on iLyricsHub!

More from Artist "Joshi G"

Ek Roz Song Details:
Song:Ek Roz
Singer:
Lyricist: Joshi G
Musician:
Label: Joshi G

Share this:

  • Share Via WhatsApp
  • Share Via X (Twitter)
  • Share Via Facebook
  • Share Via Telegram

Know More About Song "Ek Roz"

What is the singer name of song "Ek Roz"?

The singer name of song "Ek Roz" is Joshi G, whose voice is truly magical.

️Who wrote the lyrics of the song "Ek Roz"?

The lyrics of "Ek Roz" were penned by Joshi G.

Who composed the music for the song "Ek Roz"?

The composer behind the music of "Ek Roz" is Keman.

Which record label released the song "Ek Roz"?

The song "Ek Roz" was released under the label Joshi G.

Recently Published Songs

A to Z