Haq Hussain Lyrics – Khuda Haafiz 2
Haq Hussain Lyrics from Khuda Haafiz 2 is brand new Hindi song sung by Saaj Bhatt, Brijesh Shandilya, Anis Ali Sabri and this latest song is featuring Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi. Haq Hussain song lyrics are penned by Shabbir Ahmed, Ayaz Kohli while its music is also given by Shabbir Ahmed and video is directed by Faruk Kabir.
Song: | Haq Hussain |
Album: | Khuda Haafiz: Chapter II – Agni Pariksha |
Singers: | Anis Ali Sabri, Brijesh Shandilya, Saaj Bhatt |
Lyricists: | Ayaz Kohli, Shabbir Ahmed |
Musician: | Shabbir Ahmed |
Starring: | Shivaleeka Oberoi, Vidyut Jammwal |
Label: | Zee Music Company |
Haq Hussain Lyrics
Ragon Mein Khoon Hai
Nahi Sukoon Hai
Dehakte Kalb Mein
Bhara Junoon Hai
Zulm Ke Khilaaf
Yeh Haq Ki Jung Hai
Shamshir Pe Chadha
Lahu Ka Rang Hai
(Lahu Ka Rang Hai)
Toofaan Chal Pada
Mitaane Kaafila
Ali Ka Noor Hai Woh
Woh Navi Ka Chain Hai Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-E-Haq Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Imam-E-Haq Hussain Hai
Hazar Lashkaron Pe Bhari
Naam Ek Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-E-Haq Hussain Hai
Aasmaan Pe Hai Adam
Zameen Hai Lahu Se Namm
Sulagti Aag Garbh Mein
Bhadak Rahi Hai Dum Badam
Utha Humari Jism Ke
Lahu Mein Ek Ubaal Hai
Azu Ke Vaaste Yahan
Kadam Kadam Mazal Hai
Mazal Hai Mazal Hai
Tumhein Toh Ilm Hi Nahi
Zara Bhi Unke Garbh Ka
Baha Na De Kahin Tumhein
Toofaan Unke Sabr Ka
Baha Na De Kahin Tumhein
Toofaan Unke Sabr Ka
Kehar Kehar Baras Pada
Jidhar Uthaye Nain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-E-Haq Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Imam-E-Haq Hussain Hai
Hazar Lashkaron Pe Bhari
Naam Ek Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-E-Haq Hussain Hai
Haq Ali Haq Ali
Haq Ali Haq Ali
Masumiyat Ke Kaatilon Ka
Aaj Hoga Khatma
Hum Betiyon Ki Dhaal Hain
Sita Ho Ya Ho Fatima
Faulaad Ke Seene Yahan
Imaan Apne Saath Hai
Na Dar Mujhe Sar Pe Mere
Maula Ali Ka Haath Hai
Tumhein Toh Ilm Hi Nahi
Zara Bhi Unke Garbh Ka
Baha Na De Kahin Tumhein
Toofaan Unke Sabr Ka
Baha Na De Kahin Tumhein
Toofaan Unke Sabr Ka
Baha Na De Kahin Tumhein
Toofaan Unke Sabr Ka
Kehar Kehar Baras Pada
Jidhar Uthaye Nain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-E-Haq Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Imam-E-Haq Hussain Hai
Hazar Lashkaron Pe Bhari
Naam Ek Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor E Haq Hussain Hai
Ya Ali Maula
Haq Ali Haq Ali..
Har Daur Uthegi
Haq Ke Liye Shamshir
Har Baar Tootegi
Boorai Ki Zanjeer
Har Daur Uthegi
Haq Ke Liye Shamshir
Har Baar Tootegi
Boorai Ki Zanjeer
Jung Ki Dahaad Hai
Sar Pe Junoon Sawaar Hai
Na Behne Ka Hai Dar Ise
Lahu Ki Yeh Lalkaar Hai
Rivayate Hussain Hi Majboor Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-E-Haq Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Imam-E-Haq Hussain Hai
Ya Ali
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-E-Haq Hussain Hai
Maula Ali
Written by: Ayaz Kohli, Shabbir Ahmed