Meri Kahaani Lyrics – Pragyaan Ameta

By
Meri Kahaani Lyrics sung by “Pragyaan Ameta” Featuring “Sejal Jaiswal” The music of the new Hindi song is composed by Archit Takmusic & Samarth Janve while Lyrics are penned down by Sanjay Lachwani.
Meri Kahaani Lyrics - Pragyaan Ameta
Song Details:
Singer: Pragyaan Ameta
Music: Archit Takmusic, Samarth Janve
Lyrics: Sanjay Lachwani
Guitar: Vineet Chobisa
Violin: Jeevan Kalet

Meri Kahaani Lyrics

Ek Adhuri Si Hasrat Thi Meri
Thi Adhuri Si Kahani
Yun To Ishaq Likha Na Tha
Meri In Lakiro Mein
Hai Jo Bhi Hai
Hai Bas Teri Meharbani

Suno Suno Hai Ye Kahaani
Mere Payaar Ki
Suno Suno Hai Ye Kahani
Mere Payaar Ki
Daasta Hai Us Dil Ke
Bekarar Alam Ki

Kuch Sabnami Bunde Thaharti
Gullo Par Sawan Ki Us Roz
Kuch Sabnami Bunde Thaharti
Gullo Par Sawan Ki Us Roz
Sard Fijayein Tair Rahi Thi
Jhilo Par Sawan Ki Us Roz

Wo Nadi Si Sar-Sar Behti
Aayi Bich Paharo Ke
Ho Gayi Dastak Jaise
Dil Ke Band Kivado Pe
Dil Ke Band Kivado Pe

Suno Suno Hai Ye Kahaani
Mere Payaar Ki
Suno Suno Hai Ye Kahani
Mere Payaar Ki
Daasta Hai Us Dil Ke
Bekarar Alam Ki

Kaash Itna Hota Aasan
Haal Ae Dil Bayaan Karna
Wo Na Jaane Kis Se Sikha Hai
Bismil Haya Karna
Chup Chup Ke Chandni Se
Izhaar Karta Hai
Kehta Hai Ye To Kisi Se
Payaar Karta Hai

Kitni Martava
Kaha Hai Sitaro Se
Ki Keh Do Jakar Usko Isharo Mein
Ki Koi Nacheez Tujhpe Apni
Ye Jaan Nisaar Karta Hai

Suno Suno Hai Ye Kahani
Mere Payaar Ki
Suno Suno Hai Ye Kahani
Mere Payaar Ki
Daasta Hai Us Dil Ke
Bekarar Alam Ki

Found Any Mistake in Lyrics/Highlights? Please Report here with Correction! Report Correction

Share this:

Recently Published Songs