iLyricsHub

Rab Hai Gawah Lyrics – Operation Valentine | Shaan

By Published on: (Updated on: 02/09/2024)

Rab Hain Gawah (रब है गवाह) Lyrics from Operation Valentine is brand new Hindi song sung by Shaan and this latest song is featuring Varun Tej, Manushi Chhillar. Rab Hain Gawah song lyrics are penned by Kumaar while its music is given by Mickey J Meyer and video has been directed by Shakti Pratap Singh Hada.

Rab Hai Gawah Lyrics Operation Valentine | Shaan
Rab Hain Gawah Song Details:
Song: Rab Hain Gawah
Album:
Singer: Shaan
Lyricist: Kumaar
Musician: Mickey J Meyer
Starring: Manushi Chhillar, Varun Tej
Label: Saregama

Rab Hai Gawah Lyrics

Dil Yeh Ravana Hai
Ishq-E-Safar Mein
Jabse Mili Hai Yeh
Tujhse Nazar

Behne Laga Hoon Main
Teri Lehar Mein
Kinaron Ki Mujhko
Nahi Hai Fikar

Itna Tu Khaas Hai
Door Rehke Bhi
Tu Paas Hai

Bin Tere Tu Bata
Main Hoon Kya

O Mere Humnava
Ishq Tu Rab Hai Gawah

Dil Yeh Ravana Hai
Ishq-E-Safar Mein
Jabse Mili Hai Yeh
Tujhse Nazar

Behne Laga Hoon Main
Teri Lehar Mein
Kinaron Ki Mujhko
Nahi Hai Fikar

Jaadu Jaisa Hai Yeh Pal
Ek Sur Mein Teri Meri
Saans Tham Gayi

Tujhmein Nazar Aa Rahi Hai
Jo Bhi Manzilen Hain
Ishq Ke Safar Ki

Na Jaane Dil Hoga Kya Aage
Yeh Dhadkan Dil Se Tez Bhaage
Tu Aake Ise Thaam Le Baahon Mein
Na Hai Ab Kahin Pe Jaana

Ki Tu Hi Rahe Saamne Mere
Ki Main Bhi Rahun Rubaru Tere
Ha Maine Tujhe Paa Liya
Paake Tujhe Ab Kuch Nahi Hai Paana

Chahe Ye Jahaan
Chahe Wo Khudaa
Kar Na Sakega
Humein Toh Juda Haan

O Mere Humnava
Ishq Tu Rab Hain Gawah

Written by: Kumaar

Rab Hain Gawah Music Video

Found Any Mistake in Lyrics/Highlights? Please Report here with Correction! Report Correction

Share this:

Recently Published Songs