Salaam Lyrics – Divine

By
Follow iLyricsHub on Google NewsFollow iLyricsHub on WhatsApp

Salaam Lyrics by Divine is Latest Hindi rap song sung and written by Divine. The music of this new rap song which is made up on “COVID-19” is given by Karan Kanchan while music video is also released by Divine.

Salaam Lyrics

Hum Sabko Mil Kar Covid-19 Naam Ki
Iss Kahtarnak Bimaari Ko Maat Deni Hai
Apne Haath Saabun Se Lagatar Dhoye
Bheed Se Aur Baaki Logon Se Doori Rakhe
Apne Ghar Se Baahar Na Nikle
Jabtak Sarkaar Ka Aadesh Na Ho

Iss Desh Ke Frontline Worker
Jaise Doctors, Nurses, Police
Aur Baki Sarkari Karamchari
Covid-19 Se Ladne Mein Jute Huye Hai
Aayo Hum Sab Unki Sahayata Kare
Ghar Par Rahein Aur
Social Distancing Ka Paalan Kare

Yeh Sahi Mein Aaya Jaanwar Se
Ya Aadmi Ne Banaya?
Khud Ka Dekh Ke Fayada Poori
Duniya Mein Failaya

Yeh Sahi Mein Aaya Jaanwar Se
Ya Aadmi Ne Banaya?
Khud Ka Dekh Ke Fayada Poori
Duniya Mein Failaya

Aur Media Ne Duniya Ko
Ye Late Kyun Bataya
Mere Shehar Mein Rahte
20 Million Log
Matlab 20 Million Rog
Aur Teen Guna Paisa Matlab
Saath Dega Kon?

Ant Ka Hi Sochenge
Fir Satart Dega Kon?
Tum Hi Karo Maths Phur
Sab Iss Mein Ek Saath
Cut Karo Class Phir
Dharam Class Colour Nahi
Mass Wala Shot Hai
Science Dega Dhokha Tab Toh
Bhagwan Mein Vishwas Hai
Panic Mat Ho Andar Hi Raho
Aarti Ya Namaz Haath Rakho Saaf
Door Rehke Paas Doctor Ya Nurse
Mujhe Tum Par Hai Naaz
Doctor Ya Nurse
Mujhe Tum Par Hai Naaz

Police Wala Bhi Lagne Laga Khas Hai
Andar Rehna Jabtak Milta Nhai Ilaaj Hai
Front Walo Ko Salaam Hai (Salaam Hai)
Front Walo Ko Salaam Hai (Salaam Hai)

Police Wala Bhi Lagne Laga Khas Hai
Andar Rehna Jabtak Milta Nhai Ilaaj Hai
Front Walo Ko Salaam Hai
Front Walo Ko Salaam Hai

Paisa Kamane Nikle Medical Wale Ye
Dawa Dawa Karke Sabse Paisa Ye Nikalenge
Ameer Desh Chup Chap Se
Vaccine Bhi Nikal Lenge
Wali Topi Chote Humko Kyun Pehnare Ye

Bimaari Asli Hai Sapna Nahi Hai
Social Distancing Kaise?
Jab Chapra Nahi Hai
Andar Kaise Main Rahun
Jab Kamra Nahi Hai
Wo Pet Kaise Bhare Jab Chapra Nahi Hai

Majdoor Mazboor Nikle Nange Pair Ghar
Maa Sochi Mera Beta Wo Toh Bana Officier
Haan Maa Bola Use Jhoot Tujhse
Ye Route Nahi Leta Par Uska Bhook Bola
Main Kara Koshish Tijhse Kya Hora?
Yeh War Aapas Ka Nahi Duniya Se Bada
Minister Kya Kare Wo Koshish Toh Kar Raha
Nuclear Harthyar Bhi Maachis Sa Lag Raha

Ghar Nein Raho (Ghar Nein Raho)
Haath Saaf Rakho (Haath Saaf Rakho)
Ab Faasla Hai Jo (Ab Faasla Hai Jo)
Wo Apne Liye Safe Hai (Apne Liye Safe Hai)

Ghar Nein Raho (Ghar Nein Raho)
Haath Saaf Rakho (Haath Saaf Rakho)
Ab Faasla Hai Jo (Ab Faasla Hai Jo)
Wo Apne Liye Safe Hai (Wo Apne Liye Safe Hai)

Karan Kanchan On The Beat!

GG 59, Gully Gang!

Written by:Divine

Salaam Music Video

Salaam Song Details:
Song:Salaam
Singer: Divine
Lyricist: Divine
Musician: Karan Kanchan
Found Any Mistake in Lyrics/Highlights? Please Report here with Correction! Report Correction

Share this:

  • Share Via WhatsApp
  • Share Via Twitter
  • Share Via Facebook
  • Share Via Telegram

Know More About Song "Salaam"

What is the singer name of song "Salaam"?

The singer name of song "Salaam" is Divine, whose voice is truly magical.

️Who wrote the lyrics of the song "Salaam"?

The lyrics of "Salaam" were penned by Divine.

Who composed the music for the song "Salaam"?

The composer behind the music of "Salaam" is Karan Kanchan.

Recently Published Songs