iLyricsHub

Shyama Aan Baso Vrindavan Mein Lyrics – Tripti Shakya

By Published on: (Updated on: 08/31/2024)

Explore the captivating lyrics of “Shyama Aan Baso Vrindavan Mein,” sung by Tripti Shakya from the album “Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke” Enjoy the divine composition by Dhananjay Mishra, presented by T-Series, and immerse yourself in the spiritual beauty of Vrindavan through this melodious devotional track.

Shyama Aan Baso Vrindavan Mein Lyrics Tripti Shakya
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein Song Details:
Song: Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Album:
Singer: Tripti Shakya
Lyricist: Traditional
Musician: Dhananjay Mishra

Shyama Aan Baso Vrindavan Mein Lyrics

Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein

Shyama Raste Mein Baag Laga Jana
Phool Beenungi Teri Mala Ke Liye
Shyama Raste Mein Baag Laga Jana
Phool Beenungi Teri Mala Ke Liye

Teri Baat Niharun Kunjan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein

Shyama Raste Mein Kuaan Khudwa Jana
Main Toh Neer Bharungi Tere Liye
Shyama Raste Mein Kuaan Khudwa Jana
Main Toh Neer Bharungi Tere Liye

Main Tujhe Nehlungi Mal-Mal Ke
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein

Shyama Murli Madhur Suna Jana
Mohe Aake Darash Dikha Jana
Shyama Murli Madhur Suna Jana
Mohe Aake Darash Dikha Jana

Teri Soorat Basi Hai Ankhiyon Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein

Shyama Vrindavan Mein Aa Jana
Aakar Ke Raas Racha Jana
Shyama Vrindavan Mein Aa Jana
Aakar Ke Raas Racha Jana

Suni Gokul Ki Galiyon Mein
Meri Umra Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein

Shyama Makhan Churane Aa Jana
Aakar Ke Dahi Bikhra Jana
Shyama Makhan Churane Aa Jana
Aakar Ke Dahi Bikhra Jana

Bas Aap Raho Mere Man Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein

Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein

Written by: Traditional

Shyama Aan Baso Vrindavan Mein Music Video

Found Any Mistake in Lyrics/Highlights? Please Report here with Correction! Report Correction

Share this:

Recently Published Songs