Springs Lyrics – Umair x JJ47 x JANI

Contributors:
,
Follow iLyricsHub on Google NewsFollow iLyricsHub on WhatsApp

We always try to provide the most accurate lyrics in a well-organised format! While searching for any song lyrics on google, be sure to add 'iLyricsHub' at the end to get correct lyrics.

Springs Lyrics

Tum Dastak Kyun Vo Dete Mera Ghar Khula Hai
Mere Sar Ka Dard Bane Jaise Mera Sar Khula Hai
Khidki Darwaza Sab Kuch Khula Hai
Udd Jaaun Main Jo Par Khulaaye

Mere Dil Mein Basta Koi Nahi
Magar Khula Hai
Maine Bhari Diary Tere Naam Ki
Likhi Chitthiyan Bhi Ki Galtiyaan Bhi

Humein Thi Jaldiyan Bhi
Socha Tha Kya Hoga Apna?
Lagenge Haldiyan Bhi
Paisa Ghar Pe Aaya Kaafi
Par Padi Hui Dardiyan Bhi

Ab Mashhoor Kaafi Choor Kaafi
Raat Bhar Surur Kaafi
Beshak Behosh Mein Nahi Aate
Tum Kar Chuka Hoon Ghoor Kaafi

Tumhein Kya Farq Padta?
Majboor Kaafi
Ab Mere Saath Ke Logon Se
Ho Gaya Hoon Door Kaafi

Rockstar Hai Lifestyle Aur Yaar Baily
Top Pe Main Gaane Feko Der Raat
Tum Sunte Ho Subah Job Pe
Aur Baithe Ho Isi Hobby Pe

Ke Din Banenge Ab
Hum Jo Bhi Banenge
Tere Bin Banenge

Mujhko Choor Door Karke Rakh Diya Hai
Sardiyon Ne Ye Rang Diya Se
Aawaara Gardiyon Ne

Tumko Hain Gile
Par Hum Baal Tak Banate Nahi
Mere Eid Ke Kapde Bhi
Ghumaaye Darziyon Ne

Tumhein Bhi Dekhte Honge
Humein Kya Shikve Honge?
Hamare Saath Ke Ladke
Ab Behtar Likhte Honge

Main Tera Naam Likh Doon Har Jagah Deewaar
Par Chahiye Humein Tu Nahi
Chahiye Na Doosra Yaar

Look What You’ve Turned Me Into

Kabhi Bevakoof Is Mehfil Mein
Kabhi Hum Falsafi
Mujhe Khwaab Mein Dikha Mazaar Ek
Lag Raha Hai Vo Mar Chuki

Kuch Bhool Na Paaye
Lage Dimaag Ki Nehl Dabi Bedange
Hum Kuch Nahi Hai Jagah Par
Phir Bhi Cheezein Teri Saja Kar

Ghoome Tasveerein
Seena Sala Kar
Jaise Banaya Tha
Waise Hi Tabaah Kar

Baatein Bhool Jaata Hoon Zara
Sar Main Tum Par Hi Likhta Hoon
Aadha Tan Main
Kitna Aawaara Hoon Dekho To

Raaton Ko Ghar Par Nahi Hota Hoon
Zyadaatar
Mujhe ADHD Hai Jaanta Hoon
Poore Kamre Mein Yahan Wahan Bhaagta Hoon

Bada Sarphira
Ulte Dimaag Ka Hoon
Dikhne Mein Paanch-Saat
Likhne Mein Kaaf Ka Hoon
Humein Kaaf Ka

Ek Taraf Pyaar Bhi Azaab Tha
Mere Khaton Mein Likha Hai Haal Mera
Aur Bachche Ke Peeche Har Raabta

Teri Kaifiyat Mujhe Batayein Koi
Aafat Abhi Tum Par Aane Ko Hai?
Ya Tere Maathe Pe Shikan
Aur Aankhon Mein Nami Dikhane Ko Hai?

Raatein To Hai Hi
Bas Uske Khyaalon Ke Liye
To Din Mila Sone Ko
Baj Raha Hai Paune 5
Star Laaye Bole To

Kuch Aadatein Chhod Di Maine
Kuch To Bas Reh Gayi Hai
Ab Baaki
Bata Do Pehle Khaana Ko

Main Gadhe Mein
Band Ho Gayi Chaabi
Kahaan Hai Mere Harjaai?
Kahaan Hai Meri Parchhaai?
Kahaan Gaye Idhar Shadaai?
Ya De Di Unko Bhi Kuch Ruswaai?

Ab To Khyaal Hi Reh Gaya
Saare Roop To Dekh Hi Daale
Na Jaane Ab Sawaal Hi Reh Gaya

Mujhe Nahi Bhaate Afsaane Zara Bhi
Thoda Vishal Hi Reh Gaya

Aur Haan
Tumse Nafrat Bhi Ki Hai
Par Thoda Sa Pyaar Hi Reh Gaya

Aur Dil To Bekaar Hi Reh Gaya Na?

Lyrics Verified by iLyricsHub Team ✅

Found Any Mistake in Lyrics/Highlights? Please Report here with Correction! Report Correction

Written by:, ,

If you're enjoying reading lyrics on our site, don't forget to share them with your family and friends! Also, if you've any feedback or suggestions, feel free to share your feedback.

Thank you for being part of our journey, Team iLyricsHub

Springs Music Video

Check out this amazing music video of "Springs" delivered to you by Umair. Explore more lyrics by category in various languages from the menu section, or find your favorite lyrics by song name, artist name, or even with a lyrics line using our deep search on iLyricsHub!

Springs Song Details:
Song:Springs
Singers: , ,
Lyricists: JANI, JJ47, Umair
Musicians: , ,
Label: Umair

Share this:

  • Share Via WhatsApp
  • Share Via X (Twitter)
  • Share Via Facebook
  • Share Via Telegram

Know More About Song "Springs"

What are the singer names of song "Springs"?

The singer names of song "Springs" are JANI, JJ47, Umair, whose voices are beautifully magical.

Who wrote the lyrics of the song "Springs"?

The lyrics of "Springs" were written by JANI, JJ47, Umair.

Who are the music composers for "Springs"?

The music for "Springs" was composed by JANI, JJ47, Umair.

Which record label released the song "Springs"?

The song "Springs" was released under the label Umair.

Recently Published Songs

A to Z