Yaaron Rab Se Dua Karo Lyrics – Akhil Sachdeva
Yaaron Rab Se Dua Karo Lyrics by Akhil Sachdeva is Latest Hindi song sung by Akhil Sachdeva and this brand new song is featuring Khatija Iqbal, Gaurav Chaudhary. Yaro Rab Se Dua Karo song lyrics are penned down by Rashmi Virag while music is recreated by Meet Bros and video is directed by Ashish Panda.
Song: | Yaaron Rab Se Dua Karo |
Singer: | Akhil Sachdeva |
Lyricist: | Rashmi Virag |
Musician: | Meet Bros |
Starring: | Akhil Sachdeva, Gaurav Chaudhary, Khatija Iqbal |
Label: | T-Series |
Yaaron Rab Se Dua Karo Lyrics
Dil Batana Dil Lagi Kar Ke
Bhala Hai Kya Mila
Char Din Ka Ishq Tha Aur
Umar Bhar Ka Gham Mila
Aa Hi Jaata Hai Zubaan Par
Naam Uska Kya Karun
Khtam Hota Hi Nahi Hai
Dard Ka Yeh Silsila
Gham Khushi Sab Ek Lagte
Kaise Fark Bataun
Bataun Bataun
Yaaron Rab Se Dua Karo
Main Usko Bhool Jaaun
Kabtak Yaad Karun Main Usko
Kabtak Ashq Bahaun
Yaro Rab Se Dua Karo
Main Usko Bhool Jaaun
Yaadon Ke Sailaab Se Kaise
Apni Jaan Bachaun
Yaro Rab Se Dua Karo
Main Usko Bhool Jaaun
Oh Yaaron Rab Se Dua Karo
Main Usko Bhool Jaaun
Zindagi Le Karke Aayi
Jaane Kaise Mod Par
Ek Tinke Ka Sahara
Bhi Nahi Aata Nazar
Ho Zindagi Le Karke Aayi
Jaane Kaise Mod Par
Ek Tinke Ka Sahara
Bhi Nahi Aata Nazar
Ishq Mein Barbaad Hona
Khushnaseebi Hai Magar
Kya Mila Itna Bata De
Mere Dil Ko Tod Kar
Chahun Bhi Toh Apni Koyi
Galti Dhoondh Na Paaun
Yaaron Rab Se Dua Karo
Main Usko Bhool Jaaun
Kabtak Yaad Karun Main Usko
Kabtak Ashq Bahaun
Yaaron Rab Se Dua Karo
Main Usko Bhool Jaaun
Oh Teri Yaad Se Zehan Se Jaaye Na Jaaye Na
Kuch Raah Samjh Mein Aaye Na Aaye Na
Ek Lamein Mein Sau Baar Marun Main
Saans Par Yeh Chalti Rehti
Yeh Ishq Kiya Kyun Soch Raha Hoon
Bas Khud Ko Har Pal Kos Raha Hoon
Bas Roj Roj Ki Uljhan Se Main
Chutkara Kaise Paaun
Oh Ishq Aankhon Se Bahein
Kaise Ise Chipaun
Chipaun Chipaun
Yaaron Milke Dua Karo
Main Usko Bhool Jaaun
Kabtak Yaad Karun Main Usko
Kabtak Ashq Bahaun
Yaaron Rab Se Dua Karo
Main Usko Bhool Jaaun
Oh Yaaron Rab Se Dua Karo
Main Usko Bhool Jaaun
Written by: Rashmi Virag